Presenting The Latest Hindi Song Lyrics Tera Pyaar Hai Kaisa sung by Purshotam Goswami. The music of this song is given by Riyaazi while lyrics are penned by Ravinder Kumar.
Song – Tera Pyaar Hai Kaisa
Artist – Purshotam Goswami
Music – Riyaazi
Lyrics – Ravinder Kumar
Video – Rakesh Bazad
Tera Pyaar Hai Kaisa Lyrics
Tera pyaar hai kaisa Samjh mein aye na Mera yaar hain kaisa Samjh mein aye na Nazre mila ke nazre churana Palke utha ke palke jhukana Aur keh jana mujhe tum se pyaar hain Aur keh jana mujhe tum se pyaar hain Ikraar hai kaisa Samjh mein aye na Tera naam lu toh mehkne lage dil Tujhe dekh lu toh behkane lage dil Meri dhaddkno mein tumhi se khanak hain Meri zindagi mein tumhi se dhanak hain Yeh khumaar hain kaisa Samjh mein aye na Tera pyaar hai kaisa Samjh mein aye na Mera yaar hain kaisa Samjh mein aye na Teri chahto ka aisa asar hain Har pal juban par tera zikar hain Khud ka pta na jaha ki khabar hai Tu hi nazara tu hi nazar hain Isho maar hai kaisa Samjh mein aye na Tera pyaar hai kaisa Samjh mein aye na Mera yaar hain kaisa Samjh mein aye na